Saturday, April 11, 2009

hafeez ki shayyiri

arz-e-hunar wajah-e-shikiyat ho gayi
chota sa muh tha mujhse badi baat ho gayi
dushnaam[गाली]ka jawab na sujha bajuuj[अलावा]सलाम
zaahir mere kalaam ki aukaat ho gayi
dekha jo kha ke teer kami gaah ki taraf
apne hi doston se mulakaat ho gayi
nikale jo maikade se toh masjid tha har mukaam
har gaam[कदम] par talaafiye[प्रायश्चित]-maafat ho gayi
yaaron ki barhami[नाराज़गी] par hassi aa gayi 'hafiz'
ye mujhse ek aur buri baat ho gayi

No comments:

Post a Comment

wel come