Friday, May 22, 2009

unknown

paseene paseene huye ja rhe ho
ye bolo kahan se chale aa rahe ho
hamen sabar karne ko keh toh rahe ho
magar dekh lo, khud hi gabra rahe ho
ye kaisi buri timko nazar lag gayi hai
baharon ke mausam mein murjha rahe ho
ye aaiina hai ye toh sach hi kahega
kyun apni haqiqat se katraa rahe ho

No comments:

Post a Comment

wel come