main tere andaz ko bayan kis tarha karu....
main teri sadgi ka izhar kis tarha karu....
tu chand se bhi zyada khubsorat hai sanam
main kise insan se tere mushahbat kis tarah karu....
vo phool jaisa chehra wo masoom sa tera dil,
main tere nazakat ki tareef kis tarha karu....
No comments:
Post a Comment