Sunday, June 7, 2009

unknown

tum na mil sake toh kyaa gam hai
tumhara armaan hamen har dam hai
hamen thukarane ka anjaam socho jara
tum se hamari duniya kayam hai
ye kis makaam par le aayi jindagi
zakhm toh hajaron hain, maraham kam hai
hamara aashiyan jala kar tumhe roushani mili
shukr-ai-khuda, safal mera jeevan hai

No comments:

Post a Comment

wel come