Friday, May 22, 2009

unknown

dil se jo baat nikalti hai - asar rakhti hai
par nahi- taakte-parwaaz magar rakhti hai
munfe'at[profit] ek hai - iss kaum ki nuksaan bhi ek
ek hi sab ka nabi[paigambar]- deen -bhi - imaan bhi ek
harm[kaba]-e-paak bhi, allah bhi, kuraan bhi ek
kuch badi baat thi - hote jo muslmaan bhi ek
firkabandi hai kahin - aur kahin jaaten hain
kya zamane mein panapne ki yahi baaten hain

No comments:

Post a Comment

wel come