Saturday, May 30, 2009

unknown

woh aake khwab mein taskeen-e-iztiraab toh de
woh mujhe tapish-e-dil, mazaal-e-khwab toh de
kare hai qatl lagawat mein tera roa dena
teri tarah koi tegh-e-nigah ko ab toh de
dikha ke zumbish-e-lab hi tamam kar humko
na de jo bosa, toh munh se kahin jawaab toh de
pila de oak se saaqi jo humse nafrat hai
pyaala gar nahin deta na de, sharaab toh de
khushi se mere haath paanv phool gaye
kaha jo usne zara mujhe banhon mein tham toh le

No comments:

Post a Comment

wel come