Tuesday, June 2, 2009

unknown

vo muhbbat ki kuch aisi misaal rakhta hai....
ke mujse zyada hi mera khayal rakhta hai....
bina kahe hi mera har dard jaan leta hai ¦.
mujhse le kar meri yaadein sambhal rakhta hai....
hass ke taal jaata hai meri sab talakh baaton ko ¦.
woh dil ko jeet le ne mein kamaal rakhta hai....

No comments:

Post a Comment

wel come