nikala mujhko zannat se
fareb-e-zindgi de kar..............
diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Sunday, June 21, 2009
unknown
jab se ham tabah ho gaye tum jahan panah ho gaye husn par nikhar aa gaya aaine siyah ho gaye aandhiyon ko kuch pata nahi hum bhi gard-e-raah ho gaye dushmanon ko chithiyan likho dost khaiir khvah ho gaye
No comments:
Post a Comment