aaj maine apna phir sauda kiya
aur phir main door se dekha kiya
zindgi bhar mere kaam aayen usool
ek ek karke main unnhen becha kiya
kuch kamin apni waffon mein bhi thi
tumse kya kehte ki tumne kya kiya
ho gayi thi dil ko kuch ummid si
khaiir tumne jo kiya achcha kiya
No comments:
Post a Comment