ना दूँगा दिल कभी उनको. यह रोज़ कहता ठा
वह ... आज ले भी गया और 'ज़फर' से कुछ ना हुआ ... !!!
nikala mujhko zannat se fareb-e-zindgi de kar.............. diya phir shaunq zannat ka ye hairani nahi jaati.......
Tuesday, March 17, 2009
कितनी मुश्किल से कटी कल की मेरी रात ना पुछ
दिल से निकली हुई होंठो में दबी बात ना पूछ
वो किस अदा से मेरे सामने से गुज़रा अभी
किस तरह मैंने संभाले मेरे जज़्बात ना पूछ
वक़त जो बदले तो इंसान बदल जाते है
कया कया नहीं दिखलाते ये गर्दिशे हालत ना पूछ
वो किसी का हो भी गया और मुझे खबर ना हुई
किस तरह उसने छुडाया है मुझसे हाथ ना पूछ
इस तरह पल में मुझे बेगाना कर दिया उसने
किस तरह अपनों से खायी है मैंने मात ना पूछ
अब तेरा प्यार नहीं है तो सनम कुछ भी नहीं
कितनी मुश्किल से बनी थी दिल की कायनात ना पूछ !

kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch !
dil se nikli hui honto mein dabi baat na pooch !
vo kis ada se mere saamne se guzra abhi
kis tarah maine sambhale mere jazbaat na pooch !
waqt jo badle toh insan badal jaate hai
kya kya nahin dikhlaate ye ... gardish-e-haalat na pooch !
vo kisi ka ho bhi gaya aur mujhe khabar na hui
kis tarah ussne chudaya hai mujhse haath na pooch !
iss tarah pal mein mujhe begana kar diya uss ne
kis tarah apno se khayi hai maine maat na pooch !
ab tera pyar nahin hai toh sanam kuch bhi nahin
kitni mushkil se bani thi dil ki qaynaat na pooch !

dono ki jindgi mein, woh ek hi ghadi thi
mujhe 'kyu' ka tha sawaal, usse 'kab' ki padi thi
kal mere liye jo thi aaj ghair ke liye hai
nazre bicha ke yunhi woh tab bhi khadi thi
jaane ye hasi iss ne kaise bana rakhi thi
mayoos mujhe dekh kar jo khud se ladi thi
woh ho chale judaa iss tarah jindgi se
jaise woh jindgi ki kamjor kadi thi
wafaa pe meri jyadaa mujhko toh naaz hai
ye ab bhi badii ha ye tab bhi badi thi

nusrat atta-ullah khan
नसीम-ए-सुबह तू इतना उन्हें बता देना
लबों पे जान है, सूरत ज़रा दिखा देना
मिला ना देना तमन्ना ये खाक में मेरी
ना हसरतों के गले पर छुरी चला देना
जनाज़ा मेरा तहबाम में आज ठहरा कर
अज़ीज़-ओ-रुख से कफ़न को ज़रा हटा देना
तुम्हारे हार के बासी जो फूल हो उनको
मजार-ए-आशिक-ए-लाशाद पर चढ़ा देना
ख्याल रखा ऐ ! मेरी मईयत उते, मेरा कोई लगदा ना रोवे
करो कफ़न दफ़न दी बहुत जल्दी, मता खबर ऐ सजन नु पोवे
ओह ! वी लाके मेहंदी सगना दी, मेरी मईयत ते आन खलोवे
खुर्शीद दा पाकी केडा सी, जे ओहदा हिक अथरू डिग पोवे
इश्क़ में हम तुम्हें कया बतायें
किस कदर चोट खाए हुए हैं
मौत ने हमको मारा है और हम
जिन्दगी के सताये हुये हैं
उसने शादी का जोड़ा पहन कर
सिर्फ चूमा था मेरे कफ़न को
बस उसी दिन से ज़न्नत की हूरयें
मुझको दूल्हा बनाये हुये हैं
जिंदगी में ना रास आई राहत
चैन से अब सोने दो लहद में
ऐ ! फरिश्तो, ना छेड़ो, ना छेड़ो
हम जहाँ के सताये हुये हैं
बिखरी जुल्फें, परेशान चेहरा
अश्क आँखों में आयें हुये हैं
ऐ ! अजल ठहर जा चंद लम्हें
वो एयादत को आयें हुये हैं
सुर्ख आँखों में काजल लगा है
रुख पे वादा सजाये हुये हैं
ऐसे आयें हैं मईयत पे मेरी
जैसे शादी में आयें हुये हैं
उनकी तारीफ़ कया पूछते हो
उम्र सारी गुनाहों में गुजरी
परसां बन रहे है वो ऐसे
जैसे गंगा नहाये हुये हैं
अलहद अपनी मट्टी से कह दे
दाग लगने ना पाए कफ़न को
आज ही हमने बदले है कपड़े
आज ही हम नहाये हुये है
दफ़न के वक़त सब दोस्तों ने
ये चुकाया मुहबत का बदला
डाल दी खाक मेरे बदन पर
ये ना सोचा नहाये हुये हैं
शराब मैं इस लिये फिलहाल नहीं पीता
कि नाप तोल कर पीना मुझे पसंद नहीं
तेरे वजूद से अंगडाई ले कर निकलेगा
वो महकदे अभी बोतल में बंद है
ना अब मुस्कुराने को जी चाहता है
ना आंसू बहाने को जी चाहता है
हसीं तेरी आँखें हसीं तेरे आंसू
बस यहीं डूब जाने को जी चाहता है
देख साकी तेरे मैकदे का
एक पुहंचा हुआ रिंद हूँ मैं
जितने आयें हैं मयीत पे मेरी
सब के सब ही लगाये हुए हैं
कया है अंजाम-ए-उल्फत पतंगों
जा के शमाँ के नज़दीक देखो
कुछ पतंगों की लाशें पड़ी है
पर किसी के जलाये हुये है
खोई खोई सी बेचैन आँखें
बेकरारी है चेहरे से जाहिर
हो ना हो आप भी शेख साहिब
इश्क कि चोट खायें हुये हैं

naseem-e-subah tu itna unhen bata dena
labo pe jaan hai, surat zara dikha dena
mila na dena tamana ye khak mein meri
na hasraton ke gale par chhuri chala dena
janaza mera tehbaa mein aaj thehra kar
azeezo rukh se kafan ko zara hata dena
tumhare haar ke, baasi jo phool ho unnko
mazar-e-aashiq-e-laashaad par chada dena
khayal rakha ae meri maiyat utte, mera koi lagda na rove
karo kafan dafan di bahot jaldi, mat'ta khabar aye sajan nu pove
oh ! vi la ke mehndi sagna di, meri maiyat te aan khalove
khurshid da pakki kera si, je ohda hiq athru dig paave
ishq mein hum tumhen kya batayen
kis kadar chott khaye huye hain
maut ne hum ko maara hai aur hum
zindgi ke staye huye hain
ussne shadi ka joda pehan kar
sirf chuma tha mere kafan ko
bas uss din se jannat ki huryen
mujhko dulha banaye huye hai
zindgi mein na raas aayi rahat
chaiin se ab sone do lehad min
ae farishto ! na chhedo, na chhedo
hum jahan ke sataye huye hain
bikhri zulfe, pareshan chehra
ashk aankhon mein aaye huye hai
ae ! ajal thehr ja chand lamhen
vo aiyadat ko aaye huye hai
surkh aankhon mein kajal laga hai
rukh pe vaada sajaye huye hai
aise aaye hai maiyat pe meri
jaise shadi pe aaye huye hai
unnki taarif kya puchte ho
umar saari gunaahon main guzri
parsaan ban rahe hai woh aise
jaise ganga nahye huye hai
alhad apni mitti se keh de
daag lagne na paaye kafan ko
aaj hi humne badle hai kapde
aaj hi hum nahaye huye hai
dafan ke waqt sab dosto ne
ye chukaya muhabat ka badla
daal di khak mere badan par
ye na socha nahaye huye hain
shraab main iss liye filhaal nahin peeta
ki naap tol kar peena mujhe pasand nahin
tere wajood se angadayi le kar niklega
vo mai_kada abhi bottle mein bandh nahin
na ab muskurane ko jii chahta hai
na aanso bahane ko jii chahta hai
hasin teri aankhein, hasin tere aanson
bas yahin duub jaane ko jii chahta hai
dekh saaki tere mai_kade ka
ek pahuncha hua rind hun main
jitne aaye hai maiyat pe meri
sab ke sab hi lagaye huye hai
kya hai anjaam-e-ulfat patango
ja ke shama ke nazdeek dekho
kuch patango ki laashe padi hai
parr kisi ke jalaye huye hai
khoi khoi si bechaiin aankhein
bekrari hai chehre se jaahir
ho na ho aap bhi shekh sahib
ishq ki chot khaye huye hai

tujhe ruswai ka darr hai na aaya kar
bichad jana hi behtar hai na aaya kar
kisi shadab karye main basa khud ko
yah dil ujda hova ghar hai na aaya kar
mere dukh ek din tujh ko bhi dabo dega
bohat gehra sumander hai na aaya kar
bikhrti reat kya dhanpegi sar tera
woh khud boseeda chaadar hai na aaya kar
guzar ja aaine jaisa jism le kar
yahan har aankh pathar hai na aaya kar

be-baat bigadte rehte ho
be-chain hamesha rehte ho
ye sab nishani ishq ki hai
kya ishq kisi se karte ho ??
raaton ko jaagte rehte ho
aur taare bhi tum ginte ho
ye sab nishani ishq ki hai
kya ishq kisi se karte ho ??
zikar jo mera chalta hai
chehre ka rang badalta hai
be-chain se tum ho jaate ho
kya ishq mujhi se karte ho ????
be-chain hamesha rehte ho
ye sab nishani ishq ki hai
kya ishq kisi se karte ho ??
raaton ko jaagte rehte ho
aur taare bhi tum ginte ho
ye sab nishani ishq ki hai
kya ishq kisi se karte ho ??
zikar jo mera chalta hai
chehre ka rang badalta hai
be-chain se tum ho jaate ho
kya ishq mujhi se karte ho ????
teri koshish teri tabeer hona chahta hoon
main tere hath ki tehreer hona chahta hoon
tu mery paas aaye aur palat k na jaye
main tery paon ki zanzeer hona cahahta hoon
mujhy haajt nahi dusro k mashwaron ki
main khud sahib-e-taqdeer hona chahta hoon
azal say khawab bankar teri aankhon main rha hoon
main ab sharminda-e- tabeer hona chahta hoon
iss liye masmaar khud ko kar raha hoon
main tere hath se tameer hona chahta hoon..

Mujhay tum Achi Lagti Ho
Bhala lagta hoon main sab ko Mujhay tum Achi Lagti Ho
Jo hona hay woh ab ho Mujhay tum Achi Lagti Ho
Kabhi kabhi jaagtay sapnay mujhay achay nahin lagtay
Mager tum sowo ya jaago Mujhay tum Achi Lagti Ho
Meray gher walay jo tumhay dekhnay aaye
Zara tum hi in se keh daina k Mujhay tum Achi Lagti Ho
Zaban kholi ager main nay to ruswai ka khadsha hay
Tum hii dunya ko batla daina k Mujhay tum Achi Lagti Ho
Ye maana ghaiir-mumkin hai
tera mera milan iss jaanam mein
Mager main kia karoon bolo Mujhay tum Achi Lagti Ho
Zaban se keh nahin sakta ager *Shaby* tu ik din
Kabhi khat usay likh do k Mujhay tum Achi Lagti Ho
Meri Zindagi Hai Wo...!!!
Mujhey lagta hai aisa kabhi kabhi
Jaisy woh ajnabi larki
Mujh sey pyar karti hai
Mujhey chahti hai
Akser yunhi chup chup ker
Dekhti hai, janey kiya sooch ker
Nazrein chura jati hai
Kuch ghabra si jati hai
Apney aanchal ko hawaoon k zoor
per lehrati hai
Mehsoos mujhey yeh hota hai k
Shayad mujhey woh bohat chahti hai
Mujhe aisa ehsas dilati hai jesay
Woh mujh sey kuch kehna chahti hai
Meray pochnay per kuch sharma si jati hai
Kuch ghabra si jati hai
"jaanu" keh kar bhaag jati hai
Ajnabi larki shayad pyaar karti hai mujh sey
Aesa mehsoos hota hai janey kiyon mujhey
Dil bhi kitna pagal hai
Kiya kiya sochta rehta hai
Kuch masoom sey jazbey hain
Kuch undekhey sapney hain
Mager woh nahin janti shayad...!!!
Meri Zindagi Hai Wo...
dair raat ko tera aana
aake kuch meethi baatein keh jana
phir saath mein khil_khilana
ye pyar nahi toh aur kya..
bechaiin rehati hai baahein teri
dhundhti hai mujhko nigahen teri
yaadon mein har waqt main hi rehta hun
tumse shararti baatein karta hun
tu hasti hai, muskurati hai
phir mujh mein hi kho jaati hai
bolo yeh pyar nahi toh aur kya..
ek din gar mulakat na ho
mujhse tumhari baat na ho
uljhane badh jaati hai
din toh guzar nahi paata
raat tham jaati hai
bolo yeh pyar nahi toh aur kya..
mann ke gulshan mein
titali bane tum phir atti ho
her kali ke paas se guzarti hui
tum kitani baatien kerti ho
kaliya tumhe chhupana chahati hai
per tum to meri talaash kerti ho
tumhi bolo yeh pyar nahi to aur kya..
aake kuch meethi baatein keh jana
phir saath mein khil_khilana
ye pyar nahi toh aur kya..
bechaiin rehati hai baahein teri
dhundhti hai mujhko nigahen teri
yaadon mein har waqt main hi rehta hun
tumse shararti baatein karta hun
tu hasti hai, muskurati hai
phir mujh mein hi kho jaati hai
bolo yeh pyar nahi toh aur kya..
ek din gar mulakat na ho
mujhse tumhari baat na ho
uljhane badh jaati hai
din toh guzar nahi paata
raat tham jaati hai
bolo yeh pyar nahi toh aur kya..
mann ke gulshan mein
titali bane tum phir atti ho
her kali ke paas se guzarti hui
tum kitani baatien kerti ho
kaliya tumhe chhupana chahati hai
per tum to meri talaash kerti ho
tumhi bolo yeh pyar nahi to aur kya..
"Daag" ki shayyiri
उसकी महफिल से कहूं कया दिल को क्यूँकर ले चला
हार कर इक बार छोडा फिर मुकर्रर[again] ले चला
बाँध कर मुश्कें[haath-paar] ख्याल-ए-जुल्फ-ए-दिलबर ले चला
सांप के मुँह में मेरा मुझको मुकदर ले चला
चल दिया वो शोब्दा-गर[jadugar] मैं यह कहता रह गया
उसको लेना, वो कोई दिल को चुरा कर ले चला
खूब रिजवान[gate-keeper] से दर-ए-फिरदौस[heaven's gate] पर झगडे huye
जब बुत-ए-काफिर को मैं दिल में छुपा कर ले चला
मंजिल-ए-मक़सूद[wish] तक पहुंचे बड़ी मुश्किल से हम
जौफ[weakness] ने अक्सर बिठाया, शौंक अक्सर ले चला

usski mehfil se kahoon kya dil ko kyunkar le chala
haar kar ek baar chhoda phir mukrar[again] le chala
baandh kar muske[haath-paar] khayal-e-zulf-e-dilbar le chala
saanp ke muh mein mera mujhko mukadar le chala
chal diya vo shobda-gar[jadugar] main yeh kehta rah gaya
ussko lena, vo koi dil ko chura kar le chala
khub rizwaan[gateman of heaven] se dar-e-firdaus[heaven's door] par jhagde huye
hab buut-e-kaafir ko main dil mein chupaa kar le chala
manzil-e-makduus[wish] tak pahunche badi mushkil se hum
zauf[weakness] ne aksar bithaya, shaunk aksar le chala

सबब खुला ये हमें उन के मुँह छुपाने का
उड़ा ना ले कोई अंदाज़ मुस्कुराने का
ज़फाएँ करते हैं थम थम के इस ख्याल से वो
गया तो फिर ये नहीं मेरे हाथ आने का
खता मुआफ, तुम ऐ ! 'दाग' और ख्वाहिश-ए-वसल
कसूर है ये फकत उन के मुँह लगाने का

sabab khula ye hamen unnke muh chhupane ka
uda na le koi andaaz muskurane ka
zaffein karte hain tham tham ke iss khayal se vo
gaya toh phir ye nahi mere haath aane ka
khata mauf, tum ae ! 'daag' aur khawish-e-wasal
kasoor hai ye fakat unnko muh lagane ka

गैर के साथ दिल में भी देखा
कभी तन्हा नज़र नहीं आता
कोई दिल तेरे एहद[समय] में ज़ालिम
बे-तमन्ना नज़र नहीं आता
दिल का आइना देखने को बना
पर जो चाह नज़र नहीं आता
हमीं ऐ ! 'दाग' कोर-बातिन[अन्तरांत] हैं
वर्ना वो कया नज़र नहीं आता ????
कभी तन्हा नज़र नहीं आता
कोई दिल तेरे एहद[समय] में ज़ालिम
बे-तमन्ना नज़र नहीं आता
दिल का आइना देखने को बना
पर जो चाह नज़र नहीं आता
हमीं ऐ ! 'दाग' कोर-बातिन[अन्तरांत] हैं
वर्ना वो कया नज़र नहीं आता ????
"Daag" ki shayyiri
gaiir ke saath dil mein bhi dekha
kabhi tanha nazar nahin aata
koi dil tere ehad[time] mein zaalim
be-tamanna nazar nahin aata
dil ka aaiina dekhne ko bana
par jo chaha nazar nahin aata
hamin ae ! daag kaur-baatin hain
varna vo kya nazar nahin aata ????
kabhi tanha nazar nahin aata
koi dil tere ehad[time] mein zaalim
be-tamanna nazar nahin aata
dil ka aaiina dekhne ko bana
par jo chaha nazar nahin aata
hamin ae ! daag kaur-baatin hain
varna vo kya nazar nahin aata ????
"daag" ki shayyiri
आँखें खुली हुई हैं पस-ए-मर्ग[मरने के बाद] इसलिए
जाने कोई कि तालिब-ए-दीदार मर गया
किस बेकसी[असहाय]से 'दाग' ने अफ़सोस जान दी
पढ़ कर तेरे फिराक[जुदाई]के अशआर[कवितायें]मर गया
जाने कोई कि तालिब-ए-दीदार मर गया
किस बेकसी[असहाय]से 'दाग' ने अफ़सोस जान दी
पढ़ कर तेरे फिराक[जुदाई]के अशआर[कवितायें]मर गया
"Daag" ki shayyiri
aankhein khul hui hai pas-e-marg[marne ke baad] iss liye
jaane koi ki taalib-e-deedar marr gaya
kis bekasi se 'daag' ne afsoos jaan di
padh kar tere firaak[judai] ke aashar[poems] marr gaya
jaane koi ki taalib-e-deedar marr gaya
kis bekasi se 'daag' ne afsoos jaan di
padh kar tere firaak[judai] ke aashar[poems] marr gaya
"Daag" ki shayyiri
किस का तुर्रह, किस का गेसू, किस का काकुल, किसकी जुल्फ
सब बलाएँ हो गयी, जब परेशां हो गया
दिल में ले दे के रहा ठा एक कतरा खून का
कुछ निसार-ए-गम हुआ, कुछ सर्फ़-ए मिज़गां[पलकों पर व्यर्थ]हो गया
बोसा लेकर दिल दिया है और फिर नालाँ[नाराज़]है 'दाग'
कोई जाने मुफ्त में हज़रात का नुकसाँ हो गया

kis ka tarurah, kis ka gayso, kis ka kaakul, kiski zulf
sab balyen ho gayi, jab dil parehsan ho gaya
dil mein le de ke raha tha ek katra khoon ka
kuch nisar-e-gam ha kuch sarf-e-mizgan[waste on eyes] ho gaya
bosa le kar dil diya hai aur phir naalan[naaraz] hai 'daag'
koi jaane muft mein hazrat ka nuksan ho gaya

Thursday, January 22, 2009
nizaam ki shayyiri
मौसम-ए-गम गुज़र न जाये कहीं
शब में सूरज निकल न आये कहीं
हर घडी दिल में है ये अंदेशा
कोई अनहोनी हो न जाये कहीं
फिर मनादी[anouncemnt]हुई है बस्ती में
कोई घर छोड़ कर न जाये कहीं
ये नया डर हुआ सफ़र में मुझे
रास्ता ख़तम हो न जाये कहीं
कया बताऊँ वो क्यूँ परेशाँ है
मुझको ढूँढे कहीं ?छिपाये कहीं ?
सपना सपना है,ख्वाब खुशबू का
झोंका-झोंका बिखर न जाये कहीं
दूर ही रक्खो रौशनी से उसे
अपने साये से डर न जाये कहीं
बाद मुदत के तू मिला है 'निजाम'
डर है फिर से बिछड़ न जाये कहीं
शब में सूरज निकल न आये कहीं
हर घडी दिल में है ये अंदेशा
कोई अनहोनी हो न जाये कहीं
फिर मनादी[anouncemnt]हुई है बस्ती में
कोई घर छोड़ कर न जाये कहीं
ये नया डर हुआ सफ़र में मुझे
रास्ता ख़तम हो न जाये कहीं
कया बताऊँ वो क्यूँ परेशाँ है
मुझको ढूँढे कहीं ?छिपाये कहीं ?
सपना सपना है,ख्वाब खुशबू का
झोंका-झोंका बिखर न जाये कहीं
दूर ही रक्खो रौशनी से उसे
अपने साये से डर न जाये कहीं
बाद मुदत के तू मिला है 'निजाम'
डर है फिर से बिछड़ न जाये कहीं
Subscribe to:
Posts (Atom)